Powered By Blogger

Sunday, 31 July 2016

जब पढने में मन न लगे तो क्या करे .

जब पढने में मन न लगे तो क्या करे .




दोस्तो ,

 मेरे अनुभव और विचार से तो सबसे पहले पढाई में मन न लगने के कारन का पता लगाना चाहिए कि आखिर पढाई में मन क्यों नही लग रहा है ?
मेरे विचार से कुछ सामान्य कारण ये हो सकते है :-
१- पढाई का उपयुक्त माहौल का न होना ।
२- पढने का उचित समय का न होना ।
३- पढने के लिए उपयुक्त सामग्री का न होना ।
४- उचित मार्गदर्शन का न होना ।
५-अन्य कार्यो से व्यवधान ।
६- एकाग्रता की कमी होना ।
७- दृढ निश्चय का अभाव।
मेरे ख्याल से उपरोक्त सामान्य कारणों से सामान्यतः प्रतियोगी पढ़ नही पाते है , इनके अलावा भी कुछ अन्य विशेष कारण हो सकते है , जो अलग अलग लोगो के लिए अलग हो सकते है । आज हम इन्ही सामान्य कारणों की चर्चा करते है । इन कारणों में सबसे महत्वपूर्ण कारण जो है , वो है उचित मार्गदर्शन का न होना । उचित मार्गदर्शन का प्रतियोगी परीक्षाओ में अति महत्वपूर्ण स्थान है । जैसे आपको अगर दिल्ली जाना है , और आपको सही रास्ता मालूम नही , अगर आपको सही मार्गदर्शक नही मिला तो हो सकता है , कि आप किसी तरह से दिल्ली पहुच भी जाये मगर इसमें आपका बहुत सारा समय और धन खर्च हो सकता है । मगर सही मार्गदर्शक मिलने पर आप समय के साथ धन भी बचा सकते है , और अपनी मंजिल पर सही वक़्त पर पहुच सकते है । अतः सही ढंग से तैयारी शुरू करने के लिए एक उपयुक्त मार्गदर्शक अतिआवश्यक है । कई बार हम मेहनत और प्रयास तो बहुत करते है मगर सफलता नही मिलती है , दूसरी तरफ कुछ लोग कम मेहनत और कुछ प्रयास में ही सफल हो जाते है । इसका कारण उनका सही दिशा में सार्थक प्रयास होता है । जैसे - अगर हम कील को उल्टा पकड़कर कितनी भी जोर से दीवार में ठोंके वह नही ठुक सकती है , वही उसे सीधा कर देने पर वह थोड़े प्रयास से ही आराम से ठुक जाएगी । इसी तरह प्रतियोगी परीक्षा में सही दिशा में सही प्रयास बहुत जरुरी है ।
अब हम मूल मुद्दे पर आते है , कि कैसे हम पढाई में मन लगाये : -
सबसे पहले तो पढने के लिए एक लक्ष्य या उद्देश्य होना जरुरी है , यह हमारे लिए प्रेरक का कार्य करता है । अगर लक्ष्य विहीन है ,तो हमारी सफलता शंकास्पद होगी । अतः एक लक्ष्य होना अति आवश्यक है । एक से अधिक लक्ष्य होने से मन अधिक भटकता है और पढाई में मन नही लगता है ।


अब लक्ष्य निर्धारण के बाद समुचित तैयारी जरुरी है , अर्थात हमें अपने लक्ष्य के बारे में पूरी जानकारी जुटानी होगी , कि परीक्षा कैसे होगी ?
सिलेबस क्या है ?
पैटर्न किस तरह का है ?
प्रश्न किस तरह के आते है ?
पाठ्य सामग्री कहाँ से , कैसे मिलेगी ?
तैयारी की रणनीति क्या होगी ?
सफलता के लिए कितनी मेहनत जरुरी है ?
सफल लोगो की क्या रणनीति रही थी ? इत्यादि
अगर हम इन प्रश्नों के उत्तर प्राप्त कर लेते है तो , हमारी समास्या का आधा समाधान हो जायेगा । अब आधे समाधान के लिए हमें अपनी दिनचर्या को व्यवस्थित करना होगा । मतलब सेल्फ मेनेजमेंट
यदि हम खुद को सही तरीके से प्रतियोगिता के हिसाब से नही ढाल पाते है, तो सफलता में संदिग्धता होगी । हमें अपनी पढाई का समय और घंटे अपनी क्षमता के अनुसार निर्धारित करने होंगे । और निर्धारित समय सरणी का द्रढ़ता के साथ पालन करना होगा । इसके लिए हम प्रेरक व्यक्तिवो , प्रेरक प्रसंगों, प्रेरक पुस्तकों आदि का सहर ले सकते है ।

पढाई करते समय ध्यान देने योग्य बाते :-
१ - पढाई हमेशा कुर्सी-टेबल पर बैठ कर ही करें , बिस्तर पर लेट कर बिलकुल भी न पढ़े । लेटकर पढने से पढ़ा हुआ दिमाग में बिलकुल नही जाता , बल्कि नींद आने लगती है ।
२ - पढ़ते समय टेलीविजन न चलाये और रेडियो या गाने भी बंद रखे ।
३ - पढाई के समय मोबाइल स्विच ऑफ़ करदे या साईलेंट मोड में रखे ," मोबाइल पढाई का शत्रु है "

४ - पढ़े हुए पाठ्य को लिखते भी जाये इससे आपकी एकाग्रता भी बनी रहेगी और भविष्य के लिए नोट्स भी बन जायेंगे ।
५- कोई भी पाठ्य कम से तीन बार जरुर पढ़े ।
६ - रटने की प्रवृत्ति से बचे , जो भी पढ़े उस पर विचार मंथन जरुर करें ।
७ - शार्ट नोट्स जरुर बनाये ताकि वे परीक्षा के समय काम आये ।
८- पढ़े हुए पाठ्य पर विचार -विमर्श अपने मित्रो से जरुर करें , ग्रुप डिस्कशन पढाई में लाभदायक होता है।

९ - पुराने प्रश्न पत्रों के आधार पर महत्वपूर्ण टोपिक को छांट ले और उन्हें अच्छे से तैयार करें ।
१० - संतुलित भोजन करें क्योंकि ज्यादा भोजन से नींद और आलस्य आता है , जबकि कब भोजन से पढने में मन नही लगता है ,और थकावट, सिरदर्द आदि समस्याएं होती है ।
११- चित्रों , मानचित्रो , ग्राफ , रेखाचित्रो आदि की मदद से पढ़े । ये अधिक समय तक याद रहते है ।
१२- पढाई में कंप्यूटर या इन्टरनेट की मदद ले सकते है ।
इस तरह से आप पढाई में मन लगा सकते है , अगर फिर भी पढाई में मन नही लगता तो आप टिपण्णी में अपनी समस्या लिख सकते है । आपकी सफलता की कामना के साथ आपका

Thursday, 28 July 2016

Sunday, 27 March 2016

Farewell Poem. Central RailwayJr. Collage(2015-16) Std- X and XII (sci,comm.)


                Farewell Poem.                  Central RailwayJr. Collage(2015-16)
         Std- X and XII (sci,comm.)


Jo bit gyi soo bat gyi

Jo bit gyi soo baat gyi,
Jiwan me ek sitara tha.
Mana wah bhot pyara tha,
Wah doob gya to doob gya.
Ambar ke aanan me dekho kitane iske taare toote,
Kitane iske pyare chhuttteee.
Jo toot gye fir kaha mile,
Par bolo toote taro par,
Kab ambar shok manata hai.
Jo beet gyi soo bat gyi.


Magar kaise bhulunga ZEBA ke un pyari baton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.
PRATIK se toh mai aise judd gya hu,
Mano ki khood se hi mai bichhad gya hu.
Jab bat dosti ki aayegi,
Toh ANJALI and SHRISHTI ki yad satayegi.
ANJANA toh anjan thi,
Fir bhi ussee meri kya khub pehchan thi.
Kaise bhulunga RAHUL(Rao) teri CST wali wardaton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



ATUL,PARAS, ADITYA  sach me kya khoob hasate ho,
Nam tumhare aalag aalag, par whatsapp pe DESI BOYS kehlate ho.
VARSHA nd GEETA ye toh do dil ek jaan kehlati hai,
Kon hai VARSHA kon hai GEETA hamesha confuse kar jati hai.
CHUUUHHE…sry…WASHIM tu bhi story kya khoob banata hai,
Aur apna bhaiya RAMAKSHYA, tu bhi kuchh kam nai pakata hai.
Kaise bhulunga mai,teri pakau baton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



(Bhukkhadd girl) KOMAL tujhe jab bhi bhookh satayegi,
Toh dekhana tujhe ZEBA ki dabbe ki yad aayegi.
SHIPRA nd SARVAREE achhi dost kehlati hai,
Kya bolu mai, ye har ek function me tang aadati hai.
SANCHIT yar, teri body dekh k mai hill jata hu,
Ab aisa mat bol ki bahar mil fir batata hoon.
Kaise bhulunga KARAN teri double meaning baton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



ROMIL tu sabko bhot hasaya hai,
Isliye toh tu sweet boy ki degree paya hai.
AASMA tu sach me INDIAN hai ya bss INDIA ki nationality paii hai,
Kyuki ek din ek bchhe ne bola, bhaiya aapke class me ek CHINIESE ladki aayi hai.
SANDEEP nd VARUN tum seeti kya khoob bajate ho,
Kya chhota kya bada sabka mazak uudate hoo.
Lekin kaise bhulunga UPASANA teri mashumiyat baton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



ANJALI(jha) jo har bar mujhe taali de jati hai,
Aanjana hi sahi, lekin bhaiya mujhe bulati hai.
LOKESH tu kya kya aur kitana khata hai,
Jo bachhon ko tu apne PUNCHOO se darata hai.
TANU teri toh nak pakaude jaisi lagti hai,
Sach kahu toh tu gusse me jyada jachati hai.
Kaise bhulunga VERSHALI nd PRABHA teri fijull ki baton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



Ek din LYDIA ne kaha, na koi mujhpe aankh uthaye, chahe mai jau jaha,
Maine bola kya mazak karti hai, tu bina aankh uthaye dikhati hi kaha.
GRESHMA nd SHRUTI ke frienship ka kya kehna,
Aisa lagta hai ye dono hai ek dusare ki behna.
Aapan DILLEP SONI bhi dadhi kya khub banata hai,
Kabhi PA-JI, kabhi SHIVAJI, kabhi HABI-BULLAH ban jata hai.
Kaise bhulunga HARIOM teri unn simple baton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.




DiLEEP (yadav) nd KISHAN toh aadat se bhai bhai hai,
Apne SHEKHAR aur VIKASH toh masti ki full dawai hai.
YASH tu toh DEVDAS hai, DEVDAS hi rahega,     lekin
REEVA ab tu class me comments kaise pass karega.
BHAVANA tu toh bhavanao se bhari hai,
Kya bat hai tu aaj kuchh jyada jach rhi hai.
Magar kaise bhulunga ROHIT KUSHWAHA k innocent jajbaton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



PRASHAD teri painting toh la-jawab hai,
DHIRAJ tere click kiye pics ka bhi na koi jawab hai.
NIDI tu jab aapne surr me gaati hai,
Sach kahu toh mujhe HIMESH RESHAMIYA ki  yad aati hai.
Aapana SACHIN  bhi chhati kya  khub fulata hai,
Mujhe lagta hai wo collage nahi, reselling karne aata hai.
Kaise bhulunga DIKSHA k mashumiyat khyalaton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



SURABHI jisko khane k siwa aur kuchh nahi dikhata hai,
Ek din bola usne bhaiya, chalo na canteen me laddoo bhi bikata hai.
ROHIT KOLEKAR suna hai tujhe hindi me sabkuchh aata hai,
Yrrr tujhe dekh ke mujhe mera bachapan yad aata hai.
APURVA tune ek bar bhi mujhse kaha hota,
Toh MERRY KOM me priyanka chopara ka role mai tujhe diya hota.
Kaise bhulunga mai teri punching hathon ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



Harr bar yellow house jit jata hai,
Iska pura credit TANVI ko hi jata hai.
Apani MONA toh bhot achhi insan hai,
Lekin puri ki puri aanshu ki dukan hai.
VANSHIKA suna hai commerce me ek bachhi hai,
Dil ki achhi hai,mann ki sachhi hai,
Serious mat hona ye sab masti hai.
Kaise bhulunga in masti bhari baton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



SHAHIL,SHYAM nd HEMANT inka manana hai,
Ye dosti hum kabhi nahi chhodenge ,
Todenge dil magar sath nai chhodenge.
CHARRUUU….aarz kiya hai tere liye…………..
Tujhe gali control hoti apne aap se nai,
Tujhe gali control hoti apne aap se nai,
Aur sunna hai tu darti kisi k baap se bhi nai……..
Apne AMIT aur MANMEET kitane simple hai,
Usse bhi pyare pratibha k cute dimples hai.
Kaise bhulunga YOGITTA tere maths ke sawalaton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



SARVESH tune bhot chhuttiya mari hai,
Tujhe kya pata apne railway ki hawa kitani pyari hai.
HITESH tune ladkiyon ka puff bhot bigada hai,
Fir bhi HIPPO  tu sabka pyara hai.
SURAJ tujhe pyara kahu ya akal ka mara,
Tu toh pure sal bana rha bechara.
Lekin kaise bhulunga teri funny baton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



Iss duniya me aakash hai to jami bhi hai,sukha hai toh nami bhi hai,
Aur hamre sath SANDHYA hai toh ROSHANI bhi hai.
(selfie girl) ZEBA , yrr tu kitane selfies leti hai,
8GB ki kya aaukat 16GB tu minto me full kar deti hai.
Ab toh na hi DISHA  classo kehla payegi, ….aur
Na hi ab STELLA aankh band tapali khel payegi.
SEFALI tujhse jo takrayega ,
Wo chur-chur ho jayega.
Kaise bhulunga tere buland iradon ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



GAJENDRA,SUMIT,ALEN in teeno  k ek hi fundey hai,
Ye teeno simple aur nek bandehai.
HRITIKI  toh chocolate ki diwani hai,
Samajh nai aata ki ye aadat sirf iski hai ya puri khandani  hai.
TIKSHA tere jokes ka na koi jor hai,
SARATH tere fashion ka pure school me shor hai.
Kaise bhulunga ROHIT YADAV tere kurafaton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



BHARAT,SHREYAS nd AMAN  ab na hi ladies special local me mil payenge,
Chah k bhi hum SONALI,SHRSHTI(pal), aur NILAM ko na bhul payenge.
Apana DHANNO toh allrounder and bindass ladka hai,
Jo padhai chhod k ,sab kam ko dilo jan se karta hai.
Aur PRACHI….
Jyada hasto dant ghastoo,hya sathi jyasta hasu nako.
Kaise bhulunga tere ghase danton ko,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.



Jo bhul sakega in baton ko,wo pathar dil kahalayega,
Ye soch k rona aata hai………………. ki ab mujhe
 SHUKLA, SHUKU BHAIYA, ROHIT, CHACHA NEHARU, PANDIT JI, PROFESSOR ya fir PAGAL
 keh k kon bulayega.
Samajh na aata kaise sulajhu,in ulajhe sawalaton se,
Kaise bhulunga iss kafile ki suhani yadon ko.
Aakhiri me tahe dil se pure Railway family ko sashriyakal,salam aur pranam karta hu,
Apne tute-fute shabdon ke sath apne kavita ko viram karta hu.        


   
 BY – RJ SHUKLA




Wednesday, 6 January 2016

STD. 11TH INAGURATION POEM CENTRAL RAILWAY JUNIOR COLLAGE,KALYAN 2015-16

                            STD. 11TH INAGURATION POEM   
             CENTRAL RAILWAY JUNIOR COLLAGE,KALYAN
                                               2015-16                   


             
Na socha tha kabhi ki ek sal itani jaldi gujar jayega,
Waqt kaha hamare liye  yu thahar payega.

Board aur PSA k sadme ke the hum mare,
Fir aaya result aur hum ho gye “central railway” ke hawale.

Har chehara tha naya aur tha hamare liye anjan,
Fir bhi soch kar aaye hum ki banani hai iss bheed me aapni ek pehchan.

Har kisi ke dil me hota tha seniors ka darr,
Kya pata kon senior mil jaye kidhar.

Din gujarte hai naye mod aate hai,
Sath me in seniors ka khaauf bhi udda le jate hai.

Fir bane dost sur suru hone lagi batein,
starting ka ek lecture attend karte aur din bhar cantin me ya tanki ke niche gappe ladate.

Wo stage pe baith ke aate jate students ko comment marna,
Aur  har dost ke dabbe se thodi thodi maiggi kadhna.

“Karlekar”  mam ko dekh k gental man ban jana,
Aur mam ne thodi tariff kya kar di toh satwe aasman pe chadh jana.

Yaro se jhagdna aur phir unhe manana ,
Unaki chhoti si taklif ko bhi gale lagana.

Wo class me ghusna hamesa late,
Aur hamare “chawal” sir ka kehna “gate out from the gate”.

Wo last bench pe baith ke teacher ki hasi udana,
Aur fir lacture ke bich ubasi mar ke soo jana.

Wo assignment milne par muh banana,aur
Agar teacher ne puchha toh “mummy ki yad aa rhi hai” aise kuchh bahane banana.

Wo collage events me ja ja ke contacts badhana,
Aur karname kar kar ke ke kabhi watchman uncle se toh kabhi anti-group se bheed jana.

Wo practical ke time padhai chhod khelane aur kudane me bitana,
Viva bura hone par maan hi maan teacher ko bad-duwayein sunana.

Wo semester aane par padhne ka hosh aana aur fir khub chhillana,
Aur at last apni kismet ka dosh batana.

Uss time hoti hai har dil ko topper banana ki hasarat,
Kitabo se milati nai kisi ko bhi fursat.

Wo syllabus ke sath-sath “intrance exams” ki bhi padhai,
Aur result late aane par collage ki duhai.

Fir final result aata hai aur puri ho jati hai all clear ki aash,
Jo reh jate hai wo karte hai “revel” se umeed, aur ho jate hai udash.

Sikha bahut hai maine aur bahut kuchh hai jana,
Pata chal gya hai ki kisase rakhni hai duri aur kiska sath nibhana.

Ab hum bhi ho gye aaj se senior aur  aa gya hai thoda abhiman,
Isliye pyare juniors ho jao ab sawdhan……………………..


                                                                                                                                                 BY- Rohit  Shukla

Saturday, 26 December 2015

Thursday, 5 November 2015

Smart Kaise Bane

Image result for Smart Kaise Bane


Smart Kaise Bane

Hello Friends, Main RJ Shukla aaj aapke liye tips share karne ja rha hu jisse aaj aap seekhoge ki – ` Smart kaise bane`. Kya aapko koi chij pasand hai bus apki personality usse match nhi ho pati hai ya aap uske according smart nhi ho. Ya aap apne group me fit nhi ho paate ho, Just because ki aap smart nhi ho. Bus aise hi problems ke effective solutions aaj main a apke sath share karne waala hu. Ek ladki ki life me aane ke liye ya phir apne reputation bannane ke liye sabse pehle aapko smartness ki jaroorat padti hai, chahe vo Mentally ho ya Physically. Aur isliye aaj hum `Smart kaise banein` ke tips aapke samne laaye hai. So, dosto dhayan se padhiye aur apni life me apply kro, Bas dekhte hi dekhte sab problems solve ho jayegi. Chalo fir, Let’s Start…







     Mature Behaviour or Thinking
                 Image result for Mature Behaviour or Thinking
You know doston, smartness ki jaroorat humme bade ho ke jayada padti hai, qki tab hum apni life ko set karne me lage rahte hai. Isliye agar humari soch or behaviour smart rahegi to hum kissi ko bhi impress kar sakte hai chahe vo office ka boss ho ya phir ghar ka boss. Kissi ladki ko impress karne ke liye bhi smart hona bahut jaroori hai. Har ladki yahi chahti hai ki bhale vo jaisi marji ho but uska boyfriend ya husband smart jaroor ho. Iske liye jaroori hai ki apka nature, bahaviour and thining smart ho.




            Hamesha Update Raho
                     Image result for personality Update Raho
Dosto smart banne ke liye update rahna bahut hi jaroori hota hai. Current News, Knowledge, Duniya me kya ho raha hai jab aisa kuch pucha jaye to aap hamesha ready rahe btane ke liye. Ye apki smartness show karvati hai. Iss ki vajah se aap office,school,collage,friend circle ya kahi bhi aap apna impression jama sakte ho or to or ladki ko bhi impress kar sakte ho wink emoticon . Or life me apko ache dosto ka bhi sath milta hai. Bus jaroori hai ki aap apne aapko update rakhe or smart bane.




               Dimag Se Kaam Kare
                      Image result for Dimag Se Kaam Kare
Smart dimag se hi banna jata hai, agar aap har kaam soch samajh ke karoge to vo kaam acha hone lagta hai. Or smartness aur dimag ka naata ek gaadi ke doo pahiye ke samaan hai. Dimag bhagwaan ne sabko diya hai bus usse use kaise kiya jaye vo hamare upar hai. kisi bhi fieldme apne kaam se kissi ko impress karna ho ya aapka koi personal matter ho to dimag se soch kar kuch aisa impressive kaam kare jo sabko acha lage or apki ek personality bani rahe.




           Fit Rehna Jaroori Hai
                   Image result for Fit Rehna Jaroori Hai
Smart banne ke liye dimag jaroori hai jaise ki apne upper padha aur Samjha. Ussi tarha dimag ke sath saath aapki health bhi fit ho to double impression padta hai. Agar apko apni personality banaye rakhni hai to acche dimag ke sath acha helath bhi hona chahiye. Sochie doston… agar aap 4 ladkiyon ke samne se gujre or vo ladkiya aapse najre na hatta pa rahi ho to kaisa lagega?….. Defenetly acha hi lagega. Aisa me aapko koi naam mil jate hai jaise ­ Smarty, Hero etc. etc…. Isliye apki shakal acchi hi kyu na ho, agar health achi hai to aap dusroo ke liye attractive ban sakte ho.




                  Dressing Sense
                   Image result for Dressing Sense
Smart rehne ke liye hame apne dressing sense ka bhi khayal rakhna padta hai. Office me kiss tarh ka dressing sense, party me alag partywear dress,collage me aalag etc. etc…. ka bhi dhayan rakhna padta hai. Qki agar koi bhi strenger apko sabse pahle dekhega to sabse pahle aapke kapde, Shoes, cell phone to pakka hi dekhega. Aaj kal yeh dekh kar second person hamare bare me apni soch bannane lagta hai. So, jaroori hai ki yeh choti choti cheeeze tip top rahe qki dosto 1st impression is a last impression hota hai. Or agar kissi ko impress karna ho to ye chize to tip top honi hi chahiye saath me matching perfume ka use kare to jayada better hoga like Sone pe Suhaga.




                  Smile Karte Rahe
                   Image result for Smile Karte Rahe
Smart look ko nikharne ke liye agar aap happy rahenge to aas paas ka atmosphere automatically happy ban jayega. So always keep smile...




           Never be over confident
                   Image result for Never be over confident 
kabhi kabhi aisa hota hai hum itana jyada smart banane lagte hai ki...kuchh over hi kar baithte hai.. so be confident is good but never be
Never be over confident 

achha lage toh like jarur kare aur aage padhte rhe isse related articles.


                                    By-RJ shukla