STD. 11TH INAGURATION POEM
CENTRAL RAILWAY JUNIOR COLLAGE,KALYAN
2015-16
Na
socha tha kabhi ki ek sal itani jaldi gujar jayega,
Waqt
kaha hamare liye yu thahar payega.
Board
aur PSA k sadme ke the hum mare,
Fir
aaya result aur hum ho gye “central railway” ke hawale.
Har
chehara tha naya aur tha hamare liye anjan,
Fir
bhi soch kar aaye hum ki banani hai iss bheed me aapni ek pehchan.
Har
kisi ke dil me hota tha seniors ka darr,
Kya
pata kon senior mil jaye kidhar.
Din
gujarte hai naye mod aate hai,
Sath
me in seniors ka khaauf bhi udda le jate hai.
Fir
bane dost sur suru hone lagi batein,
starting ka ek lecture attend karte aur din bhar cantin me ya tanki ke niche gappe ladate.
starting ka ek lecture attend karte aur din bhar cantin me ya tanki ke niche gappe ladate.
Wo
stage pe baith ke aate jate students ko comment marna,
Aur har dost ke dabbe se thodi thodi maiggi
kadhna.
“Karlekar”
mam ko dekh k gental man ban jana,
Aur
mam ne thodi tariff kya kar di toh satwe aasman pe chadh jana.
Yaro
se jhagdna aur phir unhe manana ,
Unaki
chhoti si taklif ko bhi gale lagana.
Wo
class me ghusna hamesa late,
Aur
hamare “chawal” sir ka kehna “gate out from the gate”.
Wo
last bench pe baith ke teacher ki hasi udana,
Aur
fir lacture ke bich ubasi mar ke soo jana.
Wo
assignment milne par muh banana,aur
Agar
teacher ne puchha toh “mummy ki yad aa rhi hai” aise kuchh bahane banana.
Wo
collage events me ja ja ke contacts badhana,
Aur
karname kar kar ke ke kabhi watchman uncle se toh kabhi anti-group se bheed jana.
Wo
practical ke time padhai chhod khelane aur kudane me bitana,
Viva
bura hone par maan hi maan teacher ko bad-duwayein sunana.
Wo
semester aane par padhne ka hosh aana aur fir khub chhillana,
Aur
at last apni kismet ka dosh batana.
Uss
time hoti hai har dil ko topper banana ki hasarat,
Kitabo
se milati nai kisi ko bhi fursat.
Wo
syllabus ke sath-sath “intrance exams” ki bhi padhai,
Aur
result late aane par collage ki duhai.
Fir
final result aata hai aur puri ho jati hai all clear ki aash,
Jo
reh jate hai wo karte hai “revel” se umeed, aur ho jate hai udash.
Sikha
bahut hai maine aur bahut kuchh hai jana,
Pata
chal gya hai ki kisase rakhni hai duri aur kiska sath nibhana.
Ab
hum bhi ho gye aaj se senior aur aa gya
hai thoda abhiman,
Isliye
pyare juniors ho jao ab sawdhan……………………..
http://rjshukla.blogspot.in/2015/11/riswat-aadmi-ko-andha-bana-deta-hai-e.html
ReplyDelete